Activity & Events
Anubhuti Award – 2
Seva, Samarpan aur Samman ka Utsav
Anubhuti Award – 2 ek vishesh samman samaroh hai, jiska uddeshya samaj ke un logon ko pehchaan dena hai jo nishkaam seva, manavta aur samajik upliftment ke liye lagataar kaam kar rahe hain.
Is award ke madhyam se, hum un vyaktiyon aur sansthaon ko sammanit karte hain jinhone apne karmon se samaj me sakaratmak parivartan laaya hai aur anya logon ke liye prerna bane hain.